Ramzan ki ahmiyat kya hai


 Sabse pehli baat ke "Kisi cheez ki agar hume Ahmiyat na maloom ho tou fir uska fayda bhi hum nahi utha patey hai." aur dusri baat ke "kisi cheez ke agar Masail maloom na ho tou uska sahi istemaal bhi hum nahi kar patey hai."


Usi tarha agar hum "Ramzan" ke Fazail nahi jaan sakenge tou uski Ahmiyat nahi janenge tou uska sahih fayda bhu hum nahi utha payenge.

Tou wo Mahina jo Humpar aanewala hai uski kya Ahmiyat hai, uski kya fazail hai In sha Allah, is unwan me hum aapki khidmat me mukhtasar sa rakhne ki koshish karenge.

Aayiye Nabi-e-Kareem ( ) aur Sahaba ke liye Ramzan kaise hua karte they wo jaan letey hai, wohi asal mayar (criteria) hai

Comments