Posts

Showing posts from March, 2023

Ramadan Essay in English

Image
  Ramadan Essay in English Ramadan is the Islamic lunar calendar's ninth month. During this holy month, Muslims from all over the world fast during daylight hours. A faster abstains from eating, drinking, engaging in sexual relationships, and engaging in sinful acts. The month begins with the appearance of the crescent moon and lasts 29 or 30 days. According to Islamic beliefs, the devils are chained at the beginning of this month, and the gates of heaven and hell are opened. Fasting, according to Islam, is not just about being hungry all day, but also about learning self-control, patience, sacrifice, Taqwa, and spiritual and mental purification.

Ramzan ki ahmiyat kya hai

Image
 Sabse pehli baat ke "Kisi cheez ki agar hume Ahmiyat na maloom ho tou fir uska fayda bhi hum nahi utha patey hai." aur dusri baat ke "kisi cheez ke agar Masail maloom na ho tou uska sahi istemaal bhi hum nahi kar patey hai." Usi tarha agar hum "Ramzan" ke Fazail nahi jaan sakenge tou uski Ahmiyat nahi janenge tou uska sahih fayda bhu hum nahi utha payenge. Tou wo Mahina jo Humpar aanewala hai uski kya Ahmiyat hai, uski kya fazail hai In sha Allah, is unwan me hum aapki khidmat me mukhtasar sa rakhne ki koshish karenge. Aayiye Nabi-e-Kareem ( ) aur Sahaba ke liye Ramzan kaise hua karte they wo jaan letey hai, wohi asal mayar (criteria) hai